Bhari bahar mein abke ajeeb phool khiley
Na apney zakham hi mehkey na dil ke chak silley
kahan talak koi Dhoondey musafiron ka suragh
Bicharne walon ka kya hai mile mile,na mile
Ajeeb qehat ka mousam tha ab ke basti mein
kiye hain banjh zameenon se barishon ne gille
Ye hadsa sar-e-mehfil rulla gayya sab ko
Bhanwar mein doobne walon ke haath bhi na mile
Sannaa ki nok kabhi shaakh-e-daar par mohsin
Sukhanwaron ko mile hain mushaqaton ke silley
'Mohsin Naqvi shayari'

بھری بہار میں اب کہ عجیب پھول کِھلے
نہ اپنے زخم ہی مہکے نہ دل کے چاک سِلے
کہاں تلک کوئی ڈھونڈے مسافروں کا سُراغ
بچھڑنے والوں کا کیا ہے ملے ملے، نہ ملے
عجیب قحط کا موسم تھا اب کہ بستی میں
کیے ہیں بانجھ زمینوں سے بارشوں نے گِلے
یہ حادثہ سرِ محفل رُلا گیا سب کو
بھنور میں ڈوبنے والوں کے ہاتھ بھی نہ ملے
سناں کی نوک کبھی شاخِ دار پر محسن
سخنوروں کو ملے ہیں مشقتوں کے صِلے
(محسن نقوی اردو شاعری)
No comments:
Post a Comment