Insha ji haan tumhen bhi dekha darshan chotey naam bohat
chok mein khota maal saja kar le lete ho daam bohat
yun to hamare dard mein ghail subah bohat ho shaam bohat
ik din saath hamara do ge is mein hamen ilhaam bohat
batain jin ki garm bohat hain kaam unhi ke khaam bohat
kaafi ke har ghoont mein doha kehne mein aaram bohat
dunya ki oqaat kahi kuch apni bhi oqaat kaho
kab tak chaak dahan ka si kar ghoongi behri baat kaho
suraj ko suraj na pukaro din ko andhi raat kaho
daag-e-jigar ko lalae rangeen ashko ko barsat kaho
'Ibn-e-insha urdu shayari'

انشا جی ہاں تمہیں بھی دیکھا درشن چھوٹے نام بہت
چوک میں کھوٹا مال سجا کر، لے لیتے ہو دام بہت
یوں تو ہمارے دردمیں گھائل صبح بہت ہو شام بہت
اک دن ساتھ ہمارا دو گے اس میں ہمیں الہام بہت
باتیں جن کی گرم بہت ہیں کام اُنہیں کے خام بہت
کافی کے ہر گھونٹ میں ، دوہا کہنے میں آرام بہت
دنیا کی اوقات کہی کچھ اپنی بھی اوقات کہو
کب تک چاک دہن کا سی کر گھونگی بہری بات کہو
سورج کو سورج نہ پکارو دن کو اندھی رات کہو
داغِ جگر کو لالہِ رنگیں اشکوں کو برسات کہو
ابنِ انشا اردو شاعری
No comments:
Post a Comment