Paas rehta hai door rehta hai
koi dil main zaroor rehta hai
Aise rehta hai wo mere dil main
jaise zulmat main noor rehta hai
jab se dekha hai teri aankhon ko
halka halka suroor rehta hai
Ab adam ka ye haal hai har dum
must rehta hai choor rehta hai
'romantic urdu poetry'
koi dil main zaroor rehta hai
Aise rehta hai wo mere dil main
jaise zulmat main noor rehta hai
jab se dekha hai teri aankhon ko
halka halka suroor rehta hai
Ab adam ka ye haal hai har dum
must rehta hai choor rehta hai
'romantic urdu poetry'
پاس رہتا ہے دور رہتا ہے
کوئی دل میں ضرور رہتا ہے
ایسے رہتا ہے وہ میرے دل میں
جیسے ظلمت میں نور رہتا ہے
جب سے دیکھا ہے تیری آنکھوں کو
ہلکا ہلکا سُرور رہتا ہے
اب عدم کا یہ حال ہے ہر دم
مست رہتا ہے چُور رہتا ہے
(اردو شاعری)
No comments:
Post a Comment