Hukma ka 'israr hai k' 'apne aap ko pehchano' lekin 'tajarbey se sabit
huwa hai' k 'apne aap ko na pehchano' warna 'sakht mayoosi ho gi'
emerson sahib farmate hai k 'insan jo kuch sochta hai' wahi ban jata hai
kuch banna kis qadar aasan hai, kuch sochna shuroo kar do aur ban
jao aur agar na ban sako emerson sahib se pooch lo
---shafiq ur rehman ki kitab mazeed himaqatain---
'Iqtebasat in urdu'

Urdu iqtebasaat |
No comments:
Post a Comment