khile jo shakh pe sare gulab mere thay
Saba ne chun liye jo intekhab mere thay
Ghalat Uthaya tha jo aik qadam safar k liye
phir us k bad musalsal azab mere thay
kasak thi chand ko muTh'Thi mein band krne ki
Ajab thay phir bhi bohat unchay khawab mere thay
ye aur baat k mansoob ho gaye tujh se
kitab-e-ISHQ ke sare nisasb mere thay
wo jin k aane se taqdeer jagmaga uThi
wo Mahtaab mere Aaftaab mere thay
chamakti rait pe naizon ke qaaflay utray
kisi k khawab thay ya phir sarab mere thay
'Urdu shayari'

urdu shayari pics |
No comments:
Post a Comment