Wednesday, December 3, 2014

Husn ki zuban

Husn ki bhi 'apni hi ek zuban hoti hai' ye 'lafzon aur honTon ki
muhtaj nahi hoti' ye 'ek ger-fani zuban hai' aur 'kainat ka har insan'
isse samajhta hai,ye Aafaqi zuban 'jheel ki manind hai' jo hamesha
'khamosh rehti hai' lekin 'gungunati aur shor machati' nadiyon ko 'apni
gehraai mein utaar leti hai' aur phir wahi azli aur abdi 'sukoon
chha jata hai'......(Khalil Gibran)
'Urdu Iqtebasaat'
iqtebasaat in urdu , urdu hikayat
Iqtibasaat

No comments:

Post a Comment