Hamare Bas Mein Agar Apne Faislay Hote'
To Hum Kabhi K Gharon Ko Palat Gaye Hote
Qareeb Reh Ke Sulaghne Se Kitna Behtar Tha
Kisi Muqaam Par Hum Tum BichaR Gaye Hote
Kabhi To ret Ko Ham Muthion Mein Bhar Lete
Kabhi Hawaaon Se Apne Mukaalmay Hote
Hamaray Naam Pe Koi Charaagh Tou Jalta
Kisi Zabaan Pe Hamaray Bhi Tazkare Hote
Ham Apna Koi Alag Raasta Bana Lete
Hamare Dil Ne Agar Hoslay Kye Hote
'Noshi gilani shayari'

Noshi gilani poetry |
Check This Link For Best Urdu Poetry and Achi Baatein Collection
ReplyDeletehttps://khuwabafsane.blogspot.com/